LYRIC

Saami Lyrics Pushpa Hindi Cinema

Saami Lyrics 

Tu Janu Wanu Jo Kehta Hai
Bivi Teri Hoon Lagta Hai
Saami Mor Saami

Main Saami Saami
Jo Kehti Hoon
Marad Mera
Tu Lagta Hai
Saami Mor Saami

Tere Pichhe Pichhe… Chalun Jaise
Tere Pichhe Pichhe Chalun Jaise
Mandir Ki Sidhi Pe Chadhun Saami

Tere Bagal Baithun Aise Jaise
Shiv Ke Bagal
Gauri Mor Saami
Woh Dagar Jahan Teri Nazar
Le Jaaye Re Prem Nagar
Saami Aye Saami

Are Saami Aaja Saami
Balam Saami
Param Saami
Sanam Saami

Arey Saami, (Saami)
Aaja Saami, (Saami)
Balam Saami
Param Saami
Sanam Saami

Ghutne Pe Leke Piyaa
Lungi Lapete Piyaa
Ghutne Pe… Leke Piya
Lungi Lapete Piya

Dil Mera Dhak Se Kare Saami
Munh Mein
Dabake Beeda
Kass Kass
Chabaye Jo
Kesar Tan Pe Chadhe Saami

Jab Tu Chikhe Chilla Ke Bole
Ye ye ye ye YeYeYe

Jab Tu Chikhe Chilla Ke Bole
Jhoomein Jigar Saami
Paon Pe Paon Rakh Ke Dole
Ghumein Nazar Saami

Jo Paas Aaun Aankhein Churaye
Mann Ke Sabar Ko Chhalkaye
Saami Ae Saami

Arey Saami
Aaja Saami
Balam Saami
Param Saami
Sanam Saami

Arey Saami, (Saami)
Aaja Saami, (Saami)
Balam Saami
Param Saami
Sanam Saami

Pehnu Jo Nayi Chunar
Na Pade Teri Nazar
Pehnu Jo Nayi Chunar
Na Pade Teri Nazar
Kya Rahi Iski Qadar Saami

Balon Mein… Phool Lage
Khushboo Tujhe
Jo Na Mile
Toote Dil Phoolon Ka Yeh Saami

Yeh Pallu Niche Jo Sarka Doon
Aa Aa AaAa Aa AaAa

Yeh Pallu Niche Jo Sarka Doon
Tu Na Dekhe Saami
Yeh Julmi Hawa Chhede Mujhe
Tu Na Roke Saami

Agar Teri Jo Main Ho Na Saki
Phir Yeh Janam Beimani Hai
Saami Ye Saami

Are Saami Aaja Saami
Balam Saami
Param Saami
Sanam Saami

Are Saami, (Saami)
Aaja Saami, (Saami)
Balam Saami
Param Saami
Sanam Saami

Saami Info 

Singer Sunidhi Chauhan
Music Devi Sri Prasad
Lyrics Raqueeb Alam
Star Cast Allu Arjun, Rashmika Mandanna
Music Label

Added by

Admin

SHARE

Comments are off this post

ADVERTISEMENT

VIDEO